Sunday, August 23, 2009

Dil Tha, Khilona

Chalo toot gaya, Kya karein

Koi Saathi tha , jise chaha tha..

Wohi rooth gaya, kYa karein

Titliya yaadon ki, udati jaaye

Rangon mien, mujhse kuch, kehti jaaye.......

Ek jheel thi, Kayi phool they

Sab mit gaye, Kya karein

Chaha tha, Kehna

Na kaha, Chup rahe

RAhon mein, TAnha

Chalte hi hum rahe

Titliya yaadon ki, udati jaaye
Rangon mien, mujhse kuch, kehti jaaye.......

Girti kirne, Tera aachal

Kaise bhulen, Kya kahein

Gaati koyal, mehaka aangan

kaise bhulen, kya kahein

Titliya yaadon ki, udati jaaye

Rangon mien, mujhse kuch, kehti jaaye.......

Tri chah thi, meri roshni

A bujh gayi, kya karein.........

No comments:

Post a Comment